Friday 29 January 2016

Haya Urdu Poetry, Rukhsar image poetry, hath pakarna urdu picture poetry


Haya Urdu Poetry, Rukhsar image poetry, hath pakarna urdu picture poetry:

Rukhsar pay Passeena, tez dharkan, halka sa ehsaas e haya
us pay kia kuch beet gaya ik mera haath pakarny say



Sunday 24 January 2016

kahan udaas logon ki, Urdu Picture Poetry


kahan udaas logon ki:


bataon tumhain kahani udas logon ki
kabhi ghaur karna yeh hansty boht hain


Thursday 21 January 2016

pyar ho hi jata hai, izhar ho hi jata hai, azaad nazm


pyar k izhar ka makhsoos waqt nahi hota
pyar ho hi jata hy, izhar ho hi jata hai

mgr zaroori nahi dono ek sath hi hon
kbhi iqrar ka Qrar milta hai
kbhi inkar se inkar hota hai

hm pyar kren to acha hai
tum iqrar kro to acha hai

pyar apna iqrar khud kra leta hai
kbhi iqrar bhi pyar ka maza deta hai

pyar krna asaan hai shayed
izhar ki dushwari se bhi inkar nahi

pyar ka izhar hona chahiye
iqrar me bhi pyar hona chahiye

koi chahy tujhko aur chupay rakhy
maana ye uski faraakh dili hai

izhar mgr pyar bina
jaan rakho, sang dili hai

woh mera mohsin hai mohsin
jo aiyan kar day mj pr

apny jazbat ko, mere khayalaat ko
dono k halaat ko, logon k ehsasaat ko

kion keh

pyar ho hi jata hai
izhar ho hi jata hai

(mian mohsin)
21-05-2007)



ye ilzam bhi hamary naam hua


unki aur meri rafaqat ka charcha bar sar e aam hua
baat phelai kisny, chalo ye ilzam bhi hmary naam hua

(mian mohsin)



Wednesday 20 January 2016

barish, December Image Poetry, bheegta raha


barish, December Image Poetry, bheegta raha 




Woh
jisy baarish pasand na thi
aaj dair tak tanha
December ki baarish me bheegta raha



Invictus by H. E. Henley English Image Poetry


Invictus by H. E. Henley English Image Poetry



Friday 15 January 2016

rumi poetry, you are not a drop in the ocean


rumi poetry, you are not a drop in the ocean

you are the entire ocean,
in a drop.
rumi